disclaimer - i m out . 0-0
haan toh baat kare hazare uncle , chachcha me josh bahut hai .
baki akal unke peeche walo me hai , to dum saans hai JAN LOKPAL me
par kya yeh lokpal aapki shikayate door karega ?
pata nahi
aadmi kaam karne me 2 bar sochega ki kahin fass na jau , kaam ki raftar kam hogi ...
desh ki pragati pe asar padega ..
share market ka to waise hi bharosa nahi ....bill ke baad to girega hi girega ..
aur aapka defence , usko q chodd diya aapne ?
usme b bhrasht + achar kam thodi na hai ..
"adarsh ghotala"

chalo anna apna chaukanna hai to usko chodo ....bas itna dhyan rahe ki nikal na le peeche se ...74 saal purani haddiyan hai , par jaandar hai !!
aap sabhi ko all the best ..
cate , campus ..jo nikalna ho nikalein
aap jo bhi karenge [desh ke andar] , use desh seva hi mana jayega :)
jai hind :)